Wednesday, December 15, 2010

[кааsн мч шояds frm saffron heart...] Momb ke insan ki koi boli nhi hoti.

[MOMB KE INSAN KI KOI BOLI NHI HOTI]

бч-диsн.

¤¤¤¤¤¤¤¤¤

Momb ke insan ki koi bhasha nhi hoti.

Salakho se gujri un cheekho ki koi pribhasha nhi hoti.

Rakht se dhuli mati ki chadar rangoli nhi hoti.

Bandh ankho se tolti kanoon ki koi boli[nilami] nhi hoti.

Bhrasht desh ki bhuk bhi kbhi adhuri nhi hoti.

Aj bhi is desh ki jholi adhikaro se puri nhi hoti.
Niiit net[netao] ke ashwasano ki dor kbhi hath ki moli nhi hoti.
Ab maa se is laal ki ankh-micholi yahi hoti.
Chat pate ghotale ke swad ki koi hinggoli nhi hoti.
Momb ke insan ki koi boli nhi hoti.



By- ansh... . . . . . .....

No comments:

Post a Comment